Pages - Menu

Ship Electrician Course Urdu/Hindi Free

Kya aapne matric ke baad Electrical ka diploma complete kiya hai? Kya aap electrician hain, ya phir ship par Electrician Rank me career banana chahte hain?


Merchant Navy me Captain bannay ka tareeka


Agar aapka jawab “Haan” hai, to ye Free Ship Electrician Course (Urdu/Hindi) aapke liye hi hai.

Is course me aap step-by-step seekhenge ke ek Ship Electrician banne ke liye kaun se skills aur knowledge zaruri hoti hai. Saath hi, jo exam aapko qualify karna hoga, uski tayari bhi aapko bohot asaan ho jayegi.

Iske ilawa, course me aapko Electrical Basics, appliances ki working, important formulas, aur electrical systems kis tarah operate karte hain, sab kuch practical taur par samjhaya jayega.

Ship Electrician Course Urdu/Hindi Free



Purpose of Ship Electrician Course Urdu/Hindi

Ship Electrician Urdu/Hindi Course ka maqsad ye hai ke,

  1. Documents ki tayari karna, jo aapko seaman bannay ke liye chahiye hongay.
  2. Ship Electrician ke exam ki tayari karna.


Syllabus of Ship Electrician Course Urdu/Hindi

Ship Electrician Urdu Hindi course ek free course hai jo SeamanMohsin.blogspot.com me publish howa hai. Is free course ka maqsad electrical diploma holders ko ship me electrician bannay ka tareeqa sikhana aur electrician exam ki tayari karwana hai wo bi free mein. Ship electrician course ka syllabus nechay mojood hai.

  1. Electrical circuit.
  2. Series and Parallel circuit.
  3. Single wire, two wire and three wire system.
  4. Simple calculations of current, voltage and resistance.
  5. Testing of circuit.
  6. Navigation light circuit.
  7. Ammeter
  8. Voltmeter
  9. Meggar
  10. Circuit breaker. its principal and construction details.
  11. Fair knowledge of electrical units.
  12. Residual magnetism.
  13. Line of forces.
  14. İnduction.
  15. E.M.F
  16. Ohm's law.
  17. Principal and working of AC DC generators and Motors.
  18. Knowledge of operations of switchboard.
  19. Maintenance of instruments.
  20. Maintenance of fitted device on main panel.
  21. Putting alternators/generators in parallel.
  22. Tracing earth fault.

Watch Course Online

The Ship Electrician Course (Seaman Electrician Exam Preparation Course) has total 3 parts. You can watch them below. 👇